Saturday, 10 August 2019

Jung Zasbaaton ..Ki...


Raste me jo Milo to hath milane Ruk jaana....
Sath me koi ho tumhare to tum door se hi mukurana....
Jaanta hai Dil samajhta bhi hai ....
Parr ye badtameez Dil hai jo anjaan hai...
Har ghadi bas yahi sochta hai ki kash Tum samajh paate....
Kasak ko tum samjha paate...
Ki haar gayi hai humari daastan...
Mod liya hai rukh saanson ki zasbaton ne...
Fir bhi umad raha hai sawaal ...
Maang raha hai dil ijazat puchne ka....
Kisne kadam piche liye ....

Haare tum......ya main....


No comments:

Post a Comment