Wednesday, 7 August 2019

Na Jane kaisa rishta hai.....💕💕💕💕

Dil se Dil Ko jodta hai....
Pyaar to ho jaata haiiii.....par sath majburiya bhi de jata hai....
Dil kahta hai himmat to karke dekh....ek kadam badha k to dekh....
Par dimag kahta hai ......Ruk kadam piche le tujhe yaad nai ki Tera pyaar kya kahta hai....
Hasti hu tasalli deti hu khud Ko.......ki aayega wo din jis din dimag bhi kahega ja tera hi intezaar karta hai wo.
..

No comments:

Post a Comment